Yeh Raaten Yeh Mausam Lyrics – Kishore Kumar, Asha Bhosle

Bongconnection Original Published
2 Min Read


Yeh Raaten Yeh Mausam Lyrics – Kishore Kumar, Asha Bhosle

 
Yeh Raaten Yeh Mausam Lyrics - Kishore Kumar, Asha Bhosle
Loading...
Enjoy the popular song Yeh Raaten Yeh Mausam Lyrics Sung by
Kishore Kumar
&
Asha Bhosle
from the movie Dilli Ka Thug.

Yeh Raaten Yeh Mausam Lyrics In English 

Loading...

Ye raaten ye mausam
Nadi ka kinara, ye chanchal hawa
Ye raten ye mausam
Nadi ka kinara, ye chanchal hawa
Kaha do dillon ne
Ki milkar kabhi hum na honge jooda
Yeh raatein yeh mausam
Nadi ka kinaara, ye chanchal hawaa..
Ye kya baat hai aaj ki chandani me
Ye kya baat hai aaj ki chandani me
Ke hum kho gaye pyar ki raagani me
Ye baahon mein baahen, ye behki nigahe
Lo aane lagaa zindagi ka mazaa
Ye ratein, yeh mausam
Nadi ka kinara, yeh chanchal hawa….
Sitaaron ki mehfil ne karke ishara
Sitaaron ki mehfil ne karke ishara
Kahaa ab toh saara jahaan hai tumhara
Mohabbat jawan ho khula aasmaan ho
Kare koi dil arzu kya
Yeh ratein yeh mausam
Nadi ka kinara, yeh chanchal hawa….
Kasam hai tumhe tum agar mujhse ruthe
Kasam hai tumhe tum agar mujhse ruthe
Rahe saans jab tak yeh bandhan na toote
Tumhe dil diya hai yeh waada kiya hai
Sanam main tumhaari rahungi sadaa
Ye ratein yeh mausam
Nadi ka kinaara, yeh chanchal hawa
Kahaa do dilon ne
Ke milkar kabhi hum na honge jooda
Ye raaten yeh mausam…

Yeh Raaten Yeh Mausam Lyrics

Share This Article